Apertura. Revista de innovación educativa‏

Brevard Maxima

Resumen biográfico

Ingredients for bread gobi manchurian 10 to 12 bread sliices 500 grams gobi one chopped onion one shimla mirch Ginger half inch slice tomato sauce 2 tablespoon soya sauce 1 tablespoon 3 to 9 tablespoon cornflour hara dhaniya half tablespoon graam masala jeera one tablespoon half tablespoon red chilli powder salt to taste sukhi methi half tablespoon hari mirch 2 se 3 bread gobi manchurian ko ghar mein bannane ki vidhi sabse pehle ik broad bartan le aur gobi ko us mein grate (kaddukas) kar le . aab grate ki huyi gobi mein bread ke slices add kare aur hath ki sahyta se mix kar le .uske bad is mixture mein ginger grate kiya hua , chopped green chilli , 2 tablespoon cournflour ,half tablespoon garam masala ,one tablespoon jeera ,salt (according to taste ) ,half tablespoon red chilli powder ,aur kasturi methi( sukhi huyi methi) dal ke sare mixture ko ache se mix kare aur ik dough ki trah bna le. jab aapka dough ready ho jaye to is mixture se round shape k ball ki trah manchurian bna le. ise trah sare dough se manchurian bna kar ik plate mein rakh le aur dusri side pan mein oil dal daal kar garam hone k liye rakh de . jab apko lage k oil ache se garam ho gya hai. tab gas flame ko low to medium flame par kare aur manchurian ko one by one oil mein transfer kar k deep fry kare . jab manchurian golden brown ho jaye to inhe ik alag plate mein nikal le Gravy for bread gobi manchurian ik pan mein 2 se 3 tablespoon oil dal kar garam kare .jab oil ache se garam ho jaye fer isme chopped onion , finely chopped shimla mirch , green chilli daal kar 4 se 5 min tak pakkye . jab humara masala ache se cook ho jaye tab ismein soya sauce aur tomato sauce daal kar 1 se 2 min tak mix kare. sbse last mein ik bowl mein thoda sa normal water le aur 2 tablespoon cournflour ko pani mein mix kare . fer is mixture ko gravy mein daal de . ab humari gravy ache se tyar hai . fry kiye huye gobi manchurian ko is gravy mein add kare aur hare dhaniye se garnish karke garama garam serve kare

Bread Gobi Manchurian recipe step by step in Hindi